HINDUSTAN QUIZ 9NOVEMBER

Store: Read More

••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Charcha mein kya ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-PM Modi ne kis city mein RBI ke naye data center ka udghatan Kiya? •A1-(C) BHUBANESWAR •Q2-uprashtrapati CP Radhakrishnan ne National organ transplant games ka udghatan kahan Kiya Hai? •A2-(B) NEW DELHI •Q3-vaigyanikon Ne hal hi mein Sahara registan mein Kitne arab saal purane Mangal grah ke ullapind Ki Khoj ki hai? •A3-(C) 4.1 ARAB SAAL •Q4-Donald Trump Ne White House ke press sachiv pad ke liye Kise naukari ka offer diya Hai? •A4-(B) DANA WHITE •Q5-lalkrishna Advani Ne kitne saal ki umar poori ki hai? •A5-(B) 99 SAAL ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Current affairs quiz ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-Bhartiya sanvidhan ke Kis anuchhed mein vitt aayog ke gathan Ka pravdhan Diya gaya hai? •A1-(B) ANUCHHED 280 •Q2-antarrajyiya Parishad ke gathan ka pravdhan Bharat sanvidhan ke Kis anuchhed mein hai? •A2-(B) ANUCHHED 263 •Q3-73वें sanvidhan sanshodhan adhiniyam, 1992 dwara sanvidhan mein kaun-sa bhaag Joda gaya tha? •A3-(B) BHAAG IX •Q4-Bharat mein pehli samkalik janganana kis varsh aayojit ki Gayi thi? •A4-(B) 1881 •Q5-Bihar ki kis nadi ko samanayatah 'Bihar ka shok' kaha jata hai? •A5-(C) KOSI ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• Astro quiz ••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••••• •Q1-Bhagwan Vishnu Ne kis Avatar mein Raja Bali se teen pag Bhumi mangi thi? •A1-(B) VAMAN AVATAR •Q2-Mahabharat ke anusar Arjun ke Rath ke Sarathi kaun the? •A2-(D) BHAGWAN SHRI KRISHNA •Q3-Maa Durga ka vahan kise Mana jata hai? •A3-(A) SINH •Q4-chhath parv kartik mah ke kis paksh mein manaya jata hai? •A4-(B) SHUKAL PAKSH •Q5-vaidik jyotish mein navgrahon ki kul sankhya kitni Mani jaati Hai? •A5-(D) *9*